Maulana Nadir Sadiqi

Maulana Nadir Sadiqi
 
Age:
Location: Muscat
Nationality: Oman

Public QnA


Is it fine for one to do sajda on a shiny turbah? If the turbah has natural oil (such as natural oil from the hair), will the sajda be invalid? How much oil will there need to be until the turbah needs to be cleaned? If one finds out the turbah has oil on it after prayer, is the prayer invalid?

You need to make sure that there is nothing to obstruct on the sajda gah

Mera sawaal ha meri bahut badi haajat ha jiska mein bahut waqt se intezar kar rahi hun Alhumdolilah uske qareeb hun.
Mujhe koi aisa amal bata dijiye jisse meri wo haajat mukkamal ho jaye.

40 days ziarat aashoora with 100 salaam and 100 lanat with Dua e Alqama

Is meditation allowed in Islam? Jisse dhyan lagana bolte hai jaise baitheke saas pe focus karna isse thought ki speed slow hoti hai ye allowed hai Islam me?

Masla nahi

According to Hadiths how many of the Prophets were considered rasuls?
If it’s 313 where can I find the hadith?

الخصال ج ۲، ص ۵۲۳


I wanted to know if a husband is abusive and hits his wife can the wife hut him back as self defence?
If God forbid husband gets badly injured or dies while a fight between both of them is that a sin? Is that a murder?
What does the deen say about it?

Khali defence jaiz hai

I am suffering from an illness related male sexual health and getting treatment since long. I want to get cure and get married. Please suggest me any dua or special amal to get cure of my illness alongside medication.

Ziarat aashora parhain puri wali. Recommended 40 days minimum


Agar koi shakhs khums ada kare, maslan 10 lakh rupees pe 2 lakh, aur fir bache hue 8 lakh rupees se koi property kharide kaise ki zameen kharide, fir us zameen ko 10 saal ke baad 40 lakh me bech de aur fir ye 40 lakh rupees uske paas izafi bank me rakhe rahe, to in paiso me dubar khums nikale? Ya kaise nikale kyunki 8 lakh pe to nikal chuka tha par ab wo badh kar 40 ho gaye hain.

8 lakh kou minus karnai kai baad baaqi per khums houga

Mene suna hai k qurbani k liya jo janwar khareeda jaaye agr aqeeqa ki bhi niyat krlen toh ak e janwar k zariya aqeeqa or qurbani dono ho jaty hain kya yeh sahi hai?

Jee sahi hai

Aurat k Liye Janabat ka Ghusl kb Wajib hota aur kya Aurto ka bhi Mardo ki trh hi Ghusl e Janabat Hota?

وہ رطوبت جو عورت چھیڑ چھاڑ یا شھوت انگیز تصورات کے وقت مقام میں احساس کرتی ہے اور یہ رطوبت اتنی زیادہ نہ ہو کہ دوسری جگہ کو الودہ کردے تو پاک ہے غسل واجب نہیں ہوگا اور وضو بھی باطل نہیں ہوگا لیکن اگر اتنی زیادہ ہو کہ اس کو انزال کہا جاے اور لباس کو بھی الودہ کردے اور صورت حال یہ ہو کہ یہ رطوبت اس وقت حاصل ہو جب عورت کی شھوت اپنے اوج پر ہو اور مکمل تسکین کا سبب بنے تو وہ نجس ہے (orgasm) اور جنابت کا بھی سبب( پس غسل واجب ہو جائے گا ) بلکہ اگر اس حد تک نہ ہو توبھی احتیاط واجب کی بنا پر نجس ہے اور غسل جنابت بھی واجب ہوگا اور اگر عورت شک کرے کہ رطوبت اس اوج کی حد تک پہنچی یا نہیں یا شک کرے کہ اصلا رطوبت خارج بھی ہوئی یا نہیں تو غسل واجب نہیں ہو اور وضو اور غسل بھی باطل نہیں ہوگا

Regarding khula kay bare mein 6 saal pehle meinay khula liya tha UK si shariah council kay through aaj 6 saal baad Pakistan aye ho aur mjh sub bol reh hai mein shaadi nahi kar sakte kun kah mei ab mein nikkah mein.

Jee is tarah khoola sahi nahi hai

Do they (fake eyelashes) invalidates prayer?

Namaz sahi hai laikin wuzu mai rukawat na hou aur zeenat hai tou na mehram sai chupana houga

Kya gusl e juma ke baad bagair wazu namaz padh sakte hai

Jee

Is father is not taking seriously about doing his child’s aqeeqa is their any problem or he can do it any point of time

Aqeeqa is not wajib but very much recommended specifically for rad e bala etc

Meri aankhon me allergy hai jis se meri aankhen laal ho jati hai aur khujli hoti hai aur doctor ne kaha hai ke yeh lifetime rahegi to koi aesa amal bataye jis se meri allergy khatam ho jaye

Joushan kabeera parhain Inshallah shifa hougi

Today when I was scratching my scalp I noticed something red in my nails, I have cut my nails and I tried to find where I was bleeding but due to hairs I couldn't find it nor anything comes on my fingers when I rub them on the suspected area. Am I still najis? The red like thing in my nails was somewhat between dry and wet.

Agar yaaqeen nahi kai blood hai tou shak mai paak hai

Is there a dua'a that we can recite if something or someone gets lost?

Sura zuhaha and INNA LILLAHI WA INNA ILAYHI RAJAIOON. Ziada sai ziada parhain

Why sayed fitra separate from non sayed fitra on eid?

Kionkai gair syed kai maal ki gandagi hai aur saadaat kai aihtram ki waja sai nahi dai saktai jaisa kai riwayat mai aaya hai

Huzoor ye bataiye shuhar aur zauja humbistari ke dauran agar biwi ko mazi aajae aur humbistari na kare aisi surat me kya biwi pe ghusle janabat wajib hai?
Means oral sex karne agar biwi ya shauhar ko sex se pehle jo pani ata h (mazi) aisi surat me ghusl wajib h?

Biwi ka agar paani niklai tou guusal hai aur shuhar ki agar mazi hai tou ghusal nahi

Sajda e sahw kin kin waghe se or kaise karte hai namaaz mey

مسئلہ (۱۲۲۲)ضروری ہے کہ انسان نمازکے سلام کے بعدمندرجہ ذیل امور کے لئے اس طریقے کے مطابق جس کاآئندہ ذکرہوگادوسجدئہ سہوبجالائے :

۱:) تشہد کا بھول جانا۔

۲:)چاررکعتی نمازمیں دوسرے سجدے کے دوران شک کرناکہ چاررکعتیں پڑھی ہیں یاپانچ یاشک کرناکہ چاررکعتیں پڑھی ہیں یاچھ، بالکل اسی طرح جیسا کہ صحیح شکوک کے نمبر(۴ )میں گزرچکاہے۔

اور تین جگہوں پر( احتیاط واجب کی بناء پر) سجدۂ سہو لازم ہے:

۱:) اجمالاً جانتاہو کہ نماز میں کوئی ایسی چیز کی کمی یا زیادتی غلطی سے کردی ہے جب کہ نماز اس صورت میں صحیح رہتی ہے۔

۲:) نماز کےدرمیان بھولے سے بات کرلے۔

۳:) جن جگہوں پر سلام نہیں پڑھنا چاہیے وہاں سلام پڑھ دے۔ مثلاً بھول کر پہلی رکعت میں سلام پڑھنا۔ اور احتیاط مستحب یہ ہے کہ اگر ایک سجدہ کو بھول گیاہے یا اس جگہ جہاں کھڑے رہنا ضروری ہے مثلاً سورۂ حمدیا دوسرا سورہ پڑھتے وقت وہاں غلطی سے بیٹھ جائے اور وہ جگہ جہاں بیٹھنا ضروری ہے مثلاً تشہد کےموقع پر غلطی سے کھڑا ہوجائے تو دوسجدہ سہو بجالائے بلکہ نماز میں ہر چیز کی غلطی سے کمی یا زیادتی کی بناپر دو سجدہ سہو بجالائے اور ان چند صورتوں کے احکام آئندہ مسائل میں بیان کئے جائیں گے۔

Kya Tuesday night mubasherat Kiya ja sakhta hai?

Shabe Tuesday masla nahi laikin shab e Wednesday behter hai ijtainaab kia jai

Can a man marry his step mothers sister when his father and step mother are both alive

Jee jaiz hai

Did Maula Ali (AS) ever captured the murders of the 3rd caliph? If so who did it?

taarikh mai waazaih nahi

Can I give Imam’s sadqa money in the construction of imam baaragha?

Sadqa hamaisha kisi shaks kou diya jata hai

Ladki ki shaadi ke baad agar waalid ya bhai usko kuch paise den to kya uska bhi khums nikaalna wajib hai?

Jee khums houga

Is salawat necessary after every ruku and every sujood

Not wajib

I would like to ask which surahs are good for courage, bravery and mental strength?

Ayat e wilayat parhain inshallah

Is there any amaal recommended for an urgent and impossible task

اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ بِاسْمِكَ الْعَظِيمِ الْأَجَلِّ الْأَكْرَمِ الْمَخْزُونِ الْمَكْنُونِ النُّورِ الْحَقِّ الْبُرْهَانِ الْمُبِينِ الَّذِي هُوَ نُورٌ مَعَ نُورٍ وَ نُورٌ مِنْ نُورٍ وَ نُورٌ فِي نُورٍ وَ نُورٌ عَلَى نُورٍ وَ نُورٌ فَوْقَ كُلِّ نُورٍ وَ نُورٌ يُضِي‌ءُ بِهِ كُلَّ ظُلْمَةٍ وَ يُكْسَرُ بِهِ كُلُّ شِدَّةٍ وَ كُلُّ شَيْطَانٍ مَرِيدٍ وَ كُلُّ جَبَّارٍ عَنِيدٍ وَ لَا تَقِرُّ بِهِ أَرْضٌ وَ لَا تَقُومُ بِهِ سَمَاءٌ وَ يَأْمَنُ بِهِ كُلُّ خَائِفٍ وَ يَبْطُلُ بِهِ سِحْرُ كُلِّ سَاحِرٍ وَ بَغْيُ كُلِّ بَاغٍ وَ حَسَدُ كُلِّ حَاسِدٍ وَ يَتَصَدَّعُ لِعَظَمَتِهِ الْبَرُّ وَ الْبَحْرُ وَ يَسْتَقِلُّ بِهِ الْفُلْكُ حِينَ يَتَكَلَّمُ بِهِ الْمَلَكُ فَلَا يَكُونُ لِلْمَوْجِ عَلَيْهِ سَبِيلٌ وَ هُوَ اسْمُكَ الْأَعْظَمُ الْأَعْظَمُ الْأَجَلُّ النُّورُ الْأَكْبَرُ الَّذِي سَمَّيْتَ بِهِ نَفْسَكَ وَ اسْتَوَيْتَ بِهِ عَلَى عَرْشِكَ وَ أَتَوَجَّهُ إِلَيْكَ بِمُحَمَّدٍ وَ أَهْلِ بَيْتِهِ أَسْأَلُكَ بِكَ وَ بِهِمْ أَنْ تُصَلِّيَ عَلَى مُحَمَّدٍ وَ آلِ مُحَمَّدٍ وَ أَنْ تَفْعَلَ بِي كَذَا وَ كَذَا[1].

Mjhy anxiety ka msla hai. Kya ap aesa koi tareeka ya amal bta skte hain jo k ahlaybat as se mansoob ho anxiety ko khtm ya kam karne k liye

Is ayat kou ziada parhain

Holy Quran 3:134
-------------------
الَّذِينَ يُنفِقُونَ فِي السَّرَّاءِ وَالضَّرَّاءِ وَالْكَاظِمِينَ الْغَيْظَ وَالْعَافِينَ عَنِ النَّاسِ ۗ وَاللَّهُ يُحِبُّ الْمُحْسِنِينَ

Marne k baad ham kab tak rahege ? Qayamat k baad .

Zahir quran hai hamasha

Me and my husband took admission in the same college however we were unaware of the fact that there is a dance program for newly admitted. So shall we participate after announcing that we are husband wife or shall we plainly skip it?

Jaiz nahi

My ex wife is telling me that she took khula in anger and now she regrets her decision. What can I do?

Talaq khula shohar kai ilawa koi nahi dai sakta

I wanted to ask if we can wash our haiz clothes that have blood stains on them in the washing machine separately without other clothes or should we wash the blood stained clothes by hands only?

Agar fully automatic hai aur tou paak houjaiga inshallah laikin agar semi auto hai tou should be wash by hand

Jo rajab wagera m rozy rakhy jaty hain, to m jab job p jati hn to meri dostain khany k time p kehti hain k chalo khana khaein to kya m jout mout m tal sakti hn k m nhi kha sakti abhi etc kiu k mjy lgta k btany se raya kari na ho jay yo kya ye jout hamara gunnsh likha jay ga?

Is tarah taalain kai jhoot na banai

Kya hum masjid se quran laa kar ghar mai padh sakte hai?

Jaiz nahi

Agar 4 rakaat nawafil e maghrib jo ki 2-2 rakat karke padhna hota h usi me 2 rakat namaz e ghufaila padh liya aur baki 2 fajr ki tarha ada kar di to?

Jee 2-2 rakat ki parhna hai aur first two rakat mai ghufaila kai saath merge karain

Agar safar me qasr namaz nahi padh pae to kya ghar aa kar qaza namazo ko qasr ki tadat se ada karein ya puri namaz padhe

qasar hougi

Kya namaaz ke liye azaan ka intezar karna zaroori hai?

1) Agar zohar ka waqt 12 bj kr kuch minute par ho or azaan 1 bj kr kuch minute par toh kya bina azaan ke usse pehle hi namaz padhi ja skti hai?

2) Maslan agar asr ki namaz ka waqt 4.02 pr shuru hogya ho or azaan ek ghante baad ho toh kya bina azaan ka intezar kiye waqt shuru hote hi namaz padhi ja skti hai?

1) Jee agar time hougaya tou azan sai paihlai namaz mai koi masla nahi

2) Hamarai nazdik zohar kai saath asar ka time houjata hai (shioun kai nazdik)

Corona virus ki wajah se mere waalid ne roza rkhne se mana kiya hai lekin mujhpe pichle Ramadan ke kuch roze qaza hai. Esi halat mei kya karna chahiye. Unse argue bhi nhi kar skti or roza bhi nhi chor sakti.

Aglai saal rouza rakh lain aur fidya dai dain

1) Mere zehen mei bhot si ghaflat hai Allah ki qudraton par Allah par (nauzubillah) or Allah ki qalam par shaq o shube paida ho rhe hain. Mai bhot pareshan hun yeh soch kar ke kahi mera imaan toh zaya nhi ho chuka jiski wajah se mera yeh haal hai or na kisi amal mei zauk aata hai. Har waqt sirf bure bure khayal. Iski kya wajah hai?

2 )Mujhe imaan ki kaifyat mehsoos nhi hoti. Bawajood iske ke mai amalon ko anjaam de rhi hun

3) Yeh kufr or nifaq ki alamat toh nhi ?

1) Baaz riwayatoun mai hai kai yai eeman ki alamat hai apni maraifaat kou bhi barahain aur kasrat sai
لا اله الا الله kou parhain

2) Nehjul balagah ka mutala karain aur sahih ulma kai dars sunain

3) Qataan kufr aur nifaq nahi hai baifiqar rahain riwayatoun mai hai kai isi khouf sai shaks nai imam alaihis salam sai sawal kia imam nai kaha yai eeman ki alamat hai

Kya ladies clothes silayi ke liye gents tailor ko dena sahi hai?

Jee agar baihijabi wagaira nahi hai tou koi haraj nahi

1) Agar namaaz mei sajde ke baad tashahud mei attahiyat se pehle bhool se aakhir mei padhne waali dua padhna shuru krdia ho or chand lafzo ke baad dhyaan aaya ho or fauran dua ko chor kar atta hiyat padh li ho toh kya naamaz ho jayegi ya namaaz doharni hogi?

2) Eisi halat mei sajda sahw ki zaroorat toh nhi ?

1) Namaz sahi hai
2) Wajib nahi

What is the ruling on doing zikr azkar after sunrise as it is forbidden to pray namaz afer that.

hamarai nazdik namaz bhi makrooh nahi aur zikr tou achi baat hai

Passing wind during salah invalidates it. What if it is passed out during salam at the end of salah? Is the salah still invalid?

Jee namaz batil houjai gi

Can we mention names of any Muslim during namaaz e shab or does it have to be only moomineen who are Shia?

Nasaibi na hou means dushman aihlaibait na hou tou lai saktai hain

Just wondering if someone does Ghusl Tawbah, do they still need to do wudhu after that? Can this ghusl be done everyday?

Aga sistani kai ghusal touba sabit nahi laihaz wuzu karna houga

Is it permissible to cut nails, apply color on hairs, or to do wax while fasting?

Jee bilkul jaiz hai

Ye pochna the jo mustahab namz jo hoti hai jo zohr se pehle or asr se pehle or mghrib ke bd or Ishan ke bd padhi jati hai kya hm zohr or asr ki wajib padhne ke bd dono mustahab zohr or asr ki ek sath padh sakte hain or same chiz mghrib ke sath kr sakte hain ya hmko jo btya gya hai usi tarah padhni hai, zohr ki zohr se pehle or asr ki asr se pehle or maghrib ki mghrib ke bd or Ishan ki ishan ke bd mien

Ziada sawab isi mai hai kai jou waqt bataya gaya us waqt parhain

Aap k pas koi ref ha ehl e sunat ko books sy about bagh e fadak or bibi s.a ka jo drwaza jalaya gya tha?

Peshawar nights aik book hai english mai us mai tafseelat mil jai gi. Urdu mai bhi available hai

Kya koi mard kisi aurat ke saath khadhe hokr namaz padh sakte hain alag alag ja namaz pr chahien wo mehram hon ya nhi?

Agar mard agai hai tou koi distance zaroori nahi laikin agar aurat aagai hou ya baraber hou tou ten hands (10 hands ) ka fasla hou laikin aga sistani aihtiat wajib kaihtai laihaza aga waheed ya aga zanjaani ki taraf ruju kia jasakta hai wou aik baalisht kaihtai hain

Bagair pakizgi azan de sakte hain ya nhi

jee jaiz hai

Agar hmne roza rakh liya hmko Aligarh jana hai to kis waqt niklien jisse roza ho jaye ya roza hi nhi rakhien us din

After zohar niklai tou rouza sahi hai

Agr mien Aligarh se dehli aaya hua hon almost 14 days ke liye mgr achanak se koi emergency ajati hai to kya phir kya namaz ka kya hukm hai? Wo to miene puri padhi thu qasr nhi padhi thi

Agar aik four rakat namaz parh li phir aap ka irada change huwa tou jab tak aap delhi mai hain namaz puri parhain gai

Kya mard chest pr jo hair aate hain usko remove kr sakta hai ya nhi

Jee jaiz hai

Mjhe ye pochna tha agr sajdah nhi kia or koi chiz bhi nhi hai to kya hm apne hand pr sajdah kr sakte hain?

Halat ikhtiar mai haath ki back ( pusht ) per sajda jaiz nahi aam tour per asisi suratai haal possible nahi kion kai jin per sajda jaiz hai in mai sai kuch bhi na hou kion kai in mai sai aik pattai ( leaves) per sajda jaiz hai stone per sajda sah hai insan ghar sai bahir nikal kar yai saari cheezain available hai matti ( sand) per sajda sahi hai jee mumkin hai jahan snow he snow hou wahan pai agar aisi surat haal hou tou phir kisi bhi cheez per sajda sahi hai

What's the ruling on doing Qada fast in safar of less than 10 days

Is it allowed?

Not allowed

Can i give sadaqa to a poor syed ?
If not, why if my intention is to help them?

Wou jou haram hai saadaat per wou zakat aur fitra hai

Mujhey yeah puchna hai k ekh insaan Jo 5 waqt ki namaze parhta hai, namaz Ba jamaaat parhta hai. Kabhi kadar namaze Shab bhi partha hai lekin jabh imam Hussain a.s k masaeeb or takleef bayaan kiye jatai hai to uski eyes mai aasooo nhi atta. Lekin ekh dusra insaan hai Jo 5 waqt ki namaze nhi Partha, kuch partha hai kuch nhi partha .

Aur kisi majboori ki wajah sai woh masjid bhi nhi ja sakta lekin jabh yeah masaeeb imame Hussain a.s suntaa hai to bohut rota hai


Aisaa kyo jabh k imam e zaineul abedieen a.s nai faramya hai k agr tumko imam Hussain a.s k masaeeb sun kar rona na aye to tobba or astagfaar kiya karo. Us namazi insaan ko to tobbaa or astagrfaarr ki itni zaroorat nhi honi chahiye? jitni baii namazi ko honi chahiye?

Sab sai paihli baat yai baat galat hai kai namazi houn tou touba ki zarorat nahi yai galat concept hai dusrai marhalai mai koushish karain maraifat barhain ziada mazloomiyat kou sunai aur dua karain aur aihlaibait sai tawassul karain

Haqim e shar' ka kia matlab hai?

Mujtaheed

I have an app called Divine Pearls which recommends some dhikr to do after each namaz. For example:
"Imam Jafar Sadiq is reported as saying: Anyone who implores Almighty Allah's forgiveness seventy times after Asr prayer will have 700 of his sins forgiven"

What is the source for hadith like this and where can I find more regarding what dhikr leads to what reward

http://duas.org/

Mera sawal ye hai ki namaz k aakhri sajde me rihaa kharij hojane se kya namaz firse padhni padhegi?

Jee dubara parhni hougi

Mera sawal hai ki kuwait se 1 video aae hai jisme azan me muazzin ne “hayya Alas-Salah” ki jagah “as Salatu fi bututi kum “ kaha hai … or ye bataya ja rha hai k RasulAllah(saww) ke zamane me jab tezz barish toofan aya tha to ye azaan hui thi
Kya ye thik hai or agr ni hai to please source or wajah ke sath batae bht madad hogi

Agar juz ki niyaat sai patha hai tou biddat hai

Kya hum qaza namaz kisi bi waqat pad sakta hai masalan subah ka dupeher mai aur sham ka subah ya zohor ka shaam koo

Jee kisi waqt bhibpar saktai hain

Mera namaz me dil nahi lagrha, me wazu kr rhi hun to lagrha hai galat kiya aur wazu sy pehly bht bar puri bismillah parh rhi hun qk mujhy lgrha hai k mene glt parha aur namaz me bhi ase horha hai. Dil bhi nahi lagrha aur lgrha hai galat parha hai to bar bar parh rhi hun. Bataein me kya karun


وسواسی (جو بہت زیادہ شک کرتا ہے )شخص کو نصیحت کی جاتی ہے کہ اپنی اصلاح کرے تاکہ اس بیماری سے پیچھا چھڑا سکے اور یہ دو مرحلوں پر عمل کر کہ حاصل ہوگا:

اول: اس بات کا خیال رکھے کہ یہ حالت عقل اور شریعت کے لحاظ سے قابل مذمت ہے اس لے کہ یہ شخص درمیانی اور اعتدال کے راستے سے باہر نکل گیا ہے اور بجائے اس کہ کے کوئی فائدہ ہو وہ انسانی طاقت اور قدرت کو ضائع کر دیتا ہے۔

کبھی بھی وسواس پرہیزگاری میں شمار نہیں کیا جاتا ہے اور دین اسلام میں یہ پسندیدہ کام نہیں سمجھا گیا ہے، بلکہ وسواس شخص کے درک اور سمجھ میں ایک قسم کی خرابی ہے جو کبھی کبھار اس کے نفس اور ارادہ کی کمزوری کی وجہ سے ہوتی ہے، اور اسی طرح جیسا کہ احادیث شریف میں آیا ہے کہ شیطان کے وسوسوں کے آگے تسلیم ہوجانا شیطانی عمل ہے، لہذا اگر انسان ان کو اچھی طرح سمجھ لے اور اس کی حقیقت اس کے لے روشن ہو جائے تو پھر دوسرے مرحلے کی باری آتی ہے۔



مرحلہ دوم : انسان بہت زیادہ کوشش کرے تاکہ اپنے نفس پر قابو پاسکے اور فیصلہ کرنے کی قدرت اپنے ہاتھ میں رکھے تاکہ شیطان کے ہاتھوں میں کھلونا نہ بنے اور شیطان اس کو دھوکہ نہ دے ، اور اس بات کا پختہ ارادہ رکھے کہ اس کے شیطانی وسوسہ اور احتمالات کی پرواہ نہ کرنے پر خدا وند متعال اس کو عذاب نہیں دے گا ، اور اگر شک کرے کہ مثلا پانی بدن کے کسی حصے پر پہنچا ہے یا نہیں تو اپنے شک کی پرواہ نہ کرے ،،، اور ھمیشہ اس بات پر بنا رکھے کہ طہارت حاصل ہوگئی اور عام طور پر ایسا ہی ہوتا ہے اور جتنا اپنے شک کی پرواہ نہیں کرے اور اس کو بار بار تکرار کرئے اتنا ہی اپنے وسواس اور وہم پر کنٹرول ہوگا اور وسواس اور وہم کی قدرت کمزور ہوگی ، یہاں تک کے شیطان اس سے مایوس ہو جائے گا اور وہ طہارت اور نجاست کے عمل کرنے میں ایک عام شخص کی طرح ہو جائے گا اور مطمئن رھے کہ اگر اس راستے پر آگیا اور اپنا مقصد اس وسواس سے جنگ کرنے کا رکھے تو کامیاب ہو گا اور خداوند متعال اس کی مدد کرے گا اور شیطان کے دھوکے اور فریب کو کمزور کر دے گا ۔ خداوند کریم فرماتا ہے: ( اسی طرح شیطان کا دھوکہ اور فریب کمزور ہے )۔

Agr mje koi madad mange ye bol k ki mai gareebu ki madad kr raha to kch paise donate kro. Magar mje is baat ka ghuman hai ki wo paise wo kisi aur kaam k liye istimaal krega jaise ki gareebu ko hi marne ya kisi aur k liye but ye srf mera ghuman hai yakeen ni hai. To us moke pe mje kya krna chahiye kya mje usko paise dene chahiye ya nai?

Baihrhaal haal doubt mai dai saktai hain

Kya ham roze mai eye drops use kr skte hai?

Jaiz hai

Mera ye sawal hai ki agar koi ladka aur ladki aik dusre se nikah krna chahte but kuch problem ki wajah se ghar pe nai bata paa rahe. Ab kch time wait krna padh rha aur fir ghar pe baat kre to kya wo tb tak aik dusre se baat kr skte (phone call aur video call kr skte?)

Yai aam tour per insaan haram mai parta hai ya haraam mai parhnai ka khouf houta hai jaiz nahi

Agr wo na hi haram mai padhe aur unko bharosa b hai ki wo haram mai ni padhe gai, us surat mai kya hukm hai?

Haraam mai parhnai ka matlab yai bhi hai kai shaiwaat paida hou. Behrhaal agar kisi qisam ka haram mai nahi parta ya khouf aur dar bhi nahi tou jaiz hai agar chai mushkil hai

Can you provide me the sources where major and minor signs (relating to the end of times) are explained. The set of incidents that will take place before the reappearance of our Imam e Zamaan (AJTF) as per our fiqh/sect. Can you provide me some authentic sources

Urdu mai book hai Jamal Muntazir
جمال منتظر

I have been told by my elders that no fitnah would enter Makkah or Medina for example the fitna of Dajjal. I see no legitimate sources that prove this claim. Is it true? Can you provide the resources

قال رسول الله صلَّى الله عليه وآله وسلَّم: (أيّها الناس، ما بعث الله نبيّاً إلاَّ وقد أنذر قومه الدجّال. وإنَّ الله قد أخَّره إلى يومکم هذا. فمهما تشابه عليکم في أمره فإنَّ ربّکم ليس بأعور(؟؟؟) إنَّه يخرج على حمار عرض ما بين أذنيه ميل. يخرج ومعه حبّة ونار وجبل من خب
ز ونهر من ماء. أکثر تباعه اليهود والنساء والأعراب يدخل آفاق الأرض کلّها إلاَّ مکّة ولا بيتها. والمدينة ولا بيتها فإنَّهما محرّمتان عليه).

Iss waba k aalam me hume sehme imam ka khums jo dena hai woh idaaro me hi dena chahiye ya log ko saamne hai unko yeh sehme Imam de sakta (mustahaq logo ko, yateem, bewao ko) jinke ghar kharch aur khaane ke paise nahi hai? Sehme saadad hum baat chuke ab sehme Imam ke liye masla puchna hai.

اجازه براى تأمين وسائل جلوگيرى از انتشار ويروس ومعالجه مبتلايان مقيد به نصف نيست واما براى كمك به فقراى آسيب ديده از وضع فعلى مقيد به نصف است .
وشامل همه جا مى شود.

Kya agr kisi na-maheram ko dekh ke agr sharmgah se agr thin lequid substance bahar a jaye to kya mujh pr gusl wajib ho gya? Kya ab mi namaz nahi padh sakhta jab tak mi gusul na kar lu?

Agar us mai mani ki three conditions nahi hai
1) uchaal kar niklai
2) nikalnai kai baad badan ka sust houjana
3) shewat kai saath nikalna
tou wou paak hai ghusal wajib nahi. Uper jou three conditions bayan ki agar un conditions kai saath hou tou ghusal wajib hai aur najis bhi hai

Laikin is niyat sai na mehram kou daikhna jaiz nahi

A – Watan
B – Job Location (more than 4 farsakh from A)
C – Non-Watan (No intention to stay for 10 days. It is also more than 4 farsakhs away from B, the office)

1. If I go from C to B location to attend my office on a daily basis, will I pray qasr or tamaam?

2. C location will be qasr, I believe?

3. If I reach B (office) before Zuhr, can I also fast there?

If your permanent job is this then your namaz in all places will be full means four rakat and you travel three days is week minimum

Is it permissible to forge papers that an employer is asking his employee to do with his permission for any purpose like loan etc whether not accepting such instructions will lead to loss of employment or not?

In short, the employer is asking to submit the (forged) wrong papers to banks so that loan can be taken.

Jaiz nahi

Hum ko yeh kaha gaya hai ke hum par sifli jaadu kiya gaya hai. To humari sawaal yeh hai ke humko kaise bata chale ke yeh sach hai ya nahi. Aur ek maulana humse yeh kaha ke humko bhi sifli amaal karna parega kyun ki humari ma ki tabyat bhigar jaarahi hai. To kaise kare?
Apko amal pata hai ke am karsakte ho, tasbi, namaz aur zikr?


کچھ اعمال اور دعائیں ہیں جو جادو کے اثر کو ختم اور باطل کرنے کے لئے ہیں ، جس کو اس امید میں انجام دینے میں کوئی حرج نہیں کہ ان کا اثر ہو اور ضرورت نہیں اس بات کی کہ جو جادو کو توڑنے کے بڑے بڑے دعویدار ہیں ان کی طرف جایا جائے کیوںکہ ان میں اکثر وہ ہیں جو جھوٹے ، دھوکے باز ہیں جن کا مقصد صرف لوگوں سے پیسوں کا بٹورنا ہے جبکہ ان کا اس علم میں کسی قسم کی کوئی مھارت اور اطلاع نہیں ۔
پس ان امور کو انجام دیں
۱ فقیر کو صدقہ دیں چاہے کم ہو سورج نکلنے سے پہلے اور سورج غروب ہونے کے بعد

۲ چھ مرتبہ ایۃ الکرسی اور سورہ قل ھو اللہ کی تلاوت کریں اور ان سوروں کی تلاوت کریں سورے کافرون – سورے فلق اور سورے الناس

۳زیادہ سے زیادہ محمد اور آل محمد علیھم السلام پر درود اور ورد (لا إله إلا الله) و (لا حول ولا قوة إلا بالله العلي العظيم) پڑہیں

Quran e karim mai konse sureh Ko Imam Hussain a.s. ka surah kaha gaya hy

Sura Fajr

Is it permissible to celebrate hindu festival like holi? In some situation hindu friends throw the colour on me so is it allowed?

Agar aap kai jaanai sai hinduism ki tarweej hoti hou tou jaiz nahi laikin as such koi tarweej na houti hou tou jaanai mai masla nahi
Aur jahan tak colour wagaira spread kartai hain tou agar khusk hain yaani wet nahi touu paak hai warna ihtiat wajib ki bina per hindu najis hai, agar wet hai tou paak karna houga namaz kai liyai

Mujhy poochna tha kay kya hamari fiqh aurat ko marzi sy shadi karny ki ijazat deti hay? Kya larki kay pass ikhtiyar hay kay wo apna intekhab bata sakay aur agr zaberdasti ki ja rahi Ho toh mana kar saky? Islam support karta hay is cheez ko?

Jee bilkul. Larki ki razamandi zaroori hai laikin larki bhi waalid ki ijazat kai bagair shadi nahi karsakti

Please rajab k rozo ke bare me btadiye. Rajab me 3 roze rkhne ka swab h? or 13 rajab k din roza rkh skte h uska sawab?

Imam Musa kazim alaihis salam sai riwayat hai kai jou shaks rajab kai aik din rouza rakhai tou jahannum ki aag aik saal kai faaslai per door hojaati hai aur teen deen rouza rakhai tou jannat us kai liyai wajib houjati hai .

وعن موسى بن جعفر (عليهما السلام) قال : من صام يوماً من رجب تباعدت عنه النّار مسير سنة، ومن صام ثلاثة أيام وجبت له الجنّة

Beshak khuda k liye kuch impossible nai he. Mera sawal he dua k liye k hame aisi cheez ki dua mange k jo zahiri duniya k aitebaar se impossible ho to? Jaise ki example abhi k abhi mere pas kuch na ho aur gadi aa jaye? Ya fir dusra example me abhi k abhi karbala poch jau.

Aisi dua jisko hum bol sake k agar khuda mojiza kare to hi shayad possible ho, uske bare me kya he?

Is tarah dua na karain kai khuda ka imtaihaan lain ham riwayatoun mai is ki mazammat aai hai warna har jaiz dua jaiz hai

Kya gana suna haram hai?

Jee haramm hai

Kya jiski koi namaz qaza na ho woi srf tahajud parh sakta hai?

Jee koi masla nahi

My question is Radd E Mazalim; is there a namaz for it or its only through money

Should pay money, no other alternate

May I know the meaning of diyat

Diyat yai hai kai koi shaks kisi kou maarai aur us ki waja sai us ka badan laal houjai ya khoon niklai tou shariat mai us kai uper kuch amount wajib houjatai hain

And what If men’s parents are against the marriage? But the women is a ahlulbait AS believer?
Is it okay to marry her secretly?

Sharan it is allowed but not recommended kai aap waldain ki mukhalaifat karain

Will it be good in the eye of Allah and Ahlulbait AS if an Shia individual marry a Sunni born women who later converts to Believer of Ahlulbait AS?

If she convert to shia then no issue

Kya whatsapp per salam ka jawab dena wajib haj?

wajib nahi

If someone buys an ebook and uploads it online for free, is it permissible for us to read it?

Agha sistani kai nazdik jaiz hai