shohar ke talaq dene ke baad aur apni iddat poori karne baad bhi kya aurat apne shohar ke pass laut sakti hai? kya mumkin hai 2 saal talaq ko hone ke baad bhi, biwi apne shohar ke pass laut sakti hai? is mein Halala to nahi aata hai na?

halala 3 taan talaq baad aae ga lekin agar 3 talaq na hua ho to aurat apne shohar se phir se nikah kar ke lot sakti hai