Salamunalaikum Plz ye batayen moit ke liye dua karna kaisa hai

Walaikumussalam
Maut ke liye tayyar rahne ka hukm
Zaroor diya gaya hai Magar dua ka nahi
Wassalam