Salamunalaikum, ek sawal hindu ne kiya ki jaise hum ek ishwar ko mante hain waise aaplog mera ishwar bhi ek shakti kunj hai aur baqi jaiseshive hai ram hain ye sab devta hain jaise aaplogon ke rasool wagaira aur hum moorti pujte haiye samajh kar ki isme devta ka was hai isi tarha aap log taboot wagaira nikalte ho apne imam ka to humme aur aapme kya farq hai.. kya jawab hoga plz batayen Wsalam

Walaikumussalam
Ishwar ke sath Devta Ko woh shareek mante hain hum shareek nahi mante
Woh but parasti karte hain jo hum nahi karte
Taboot me hum Khuda nahi mante ise is yad me nikalte hain ke kul agar hum hote tu janaza nikalte
Is liye dono concept me farq hai morti Ki nisbat rub Khuda Ki taraf hai reboot Ki insan Ki taraf aur uski mazloomiyat ki taraf jo shaheed kar diye Gaye Khuda ke bheje Howe imam the
Wassalam