Walaikumussalam
Hamare aimmah pahle namaz padhte the phir Iftar karte the
Imam BAQIR as Ne farmaya
Pahle namaz padho phir Iftar karo Han agar log Muntazir hon tu Iftar kar lo
Phir farmate hain main Iftar aur Namaz me namaz Ko tarjeeh deta hon
Kyonke namaz pahle hai Iftar bad me
Roze Ki halat me namaz Ka sawab zyada hai aur mujhe yeh Mahboob hai
Imam Ali raza as ke liye bhi milta hai ooyune akhbare Imam Raza as me aap pahle namaz padhte the phir Iftar karte the
Reference ke liye riwayat bhej raha hon
تهذیب الأحكام عن زرارة و فضیل عن الإمام الباقر علیه