Salamun alaykum Mai ye janna chahta hu ki Rasul aur aimmah iftar kab karte the – magrib ki azan ke baad? Namaze magrib padhke? Ya namaze isha padhke? Aur iftar kahan karte the – masjid me ya apne ghar pe?
W alikum Salam, Qibla isko Rewayat me dekhna parega in sha Allah dekh kar btaunga.