Salamun Alaikum wrwb Agar WhatsApp group pe group members Zaeef Ahadees post karte hain ya aisi baatein Hadees keh kar post karte hain jo aslan Hadees nahi hoti, ya aapas mein ikhtilaaf aur nafrat paida karte hain, ya Ulema pe laa’n taa’n karte hain ya aisi cheezein post kare jis se Musalmano’n mein fasaad ho aur agar group mein koi saheb e Ilm ho to uski kya zimmedari hai? Posts padhh kar ignore karna ya islaah karna?

ws sahbe ilam apni zimmedari khud jante hain. batane ki Zaroorat nahi hai .