SalamMe train me travel kar raha huMene bethe bethe namaz padli apni seat me.. kyuke jo qibla direction thi us hisaab se dusro ki seat k pass jaa k pad sakta tha.. waha sab se baat karna permission lena pdta to apni seat me pdliTo kya ye theek he ? And dusra sawal kAb sab waha so gye to kya firse ab namaz padni hogi khade hoke..Ab train direct aisi ho gayi k qibla train k passage me khade hoke pad sakte he.. to firse padni hogi ya pehle padhli wo sahi he?

Walaikumussalam
Agar namaz ke qaza hone ka Khauf na ho tu intezar kare next station par namaz padhe Aur agar qaza ho Jane ka khauf hai tu train me padh sakte hain Magar khade ho kar padhna hoga Aur Qibla ki direction check karke qibla Rukh padhni hogi
Wassalam