salamjaise aapne bataya koi shirk kare (musalman ) aur sacche dil se maafi mange to ALLAH swt use maaf kardenga to fir mene suna ya padha he k quran me ek ayat he jisme ALLAH swt ne bataya k me sab gunah maaf kardunga lekin shirk ka gunah nai to is ayat ki tafsir kya he ?

Walaikumussalam
Iska matlab shirk par baqi Rahna lekin koi mushrik tha Islam qubool kar liya ya kisi mauqe par shirk kiya fauran Ehsas howa Aur phir dil se tauba ki tu Allah maaf karega Magar phir dobara shirk na kare Aur tauheed par baqi rahe
Wassalam