Salam walekum maulana..kya roze ki halat mai Hum baalo mai Jel(wax) laga sakte hai?

W alikum Salam
Ji lga sakte hain koi haraj nahi hy