Salam, plz ye bata dijie ki quran kisne likha hai jo humlog parhte hainMujhse kisi ne bola ki janab abu bakr ne likha Phir moila ali ne dekha to sab theek tha to unhi ka likha hua quran hai kya ye sach haiPlz bata den

Walaikumussalam
Quran me na ek harf Kum hai na zyada
Quran Ki aayat ke mutabiq
إِنَّا نَحْنُ نَزَّلْنَا الذِّكْرَ وَإِنَّا لَهُ لَحَافِظُونَ
Sura hijr ayah 9
Yane : hum Ne zikr Ko nazil kiya hai aur hum iski hifazat karenge
Is etebar Se quran mukammal hai Usman ke Zamane me quran Juma howa imam Ali as Ne tarteeb ke etebar Se quran Juma kiya tha yeh mukammal zaroor hai tarteeb nahi hai Imam Ali as Ne ek
Zyada quran na hon woh apne pass rakha aur farmaya yeh durust hai
Maula ke hath Ka Juma quran imamon ke pass mustaqil hota raha aur inshallah Imam e Zamana as apne sath layenge
Wassalam