Salam maulana sahab. Mai abhi XX saal ka hun or mere ab tak k saare chut gaye. Jabse jawan hua jab se agar dekhun to kuch 450 roze hotw hain ab tak jo ki saare maine nahi rakhe. Wajah yehi thi ke tawajjo ny diya or bhuk bardaash ny thi. Agar mai is saal ramzan se pure 30 roze rakhun or ab tak jo chute uski khuda se maafi mangun to kya maafi mil jaygi. kyun k 450 roze ki kazaa rakhna namumkin hai.
15 years ke 22.500gram ataa faraq ghareeban ko dain or Allah se is tag far karen or aap logon se share na karen
225+112.500=337.500 ataa faqeeron ko dain
thora thora kerke bhi dai sakte