salam alaikum, mai apni wife ki har baat me yaqin karne k liye kabhi usse quran ki, kabhi uske parents ki or kabhi meri, kabhi pet me jo hai 6 mahine ka baccha uski qasam khil waata hun. Qasam khilwane ki adat muje isliye padi q k pehle kafi baar yeh hua k jab maine usse kuch pucha to kuch jawab mila or jab qasam khilwaae to sahi jawab dia usne. shayad qasam khilwana sahi ny h lekin fir mai kya karun? mera bharosa toota h, isliye qasam khilwake sukoon milta h. agar mai galat hun to muje sahi raasta bataiye

qasam kee adat ager ho Jaye tu phir har baat per qasam kahni perhti hay
yahe baat app apni wife ko samjhain Kay beghair qasam Kay saach bolain
aur ager woh ammal na Karin tu phir yahe behtar hay