Salam alaikum. Kya sirf paani daal dena kaafi hai ya har baar paani daalne ke baad usko sukhaana hai aur phir waapis paani daalna?Aur same sawaal kisi kapre (cloth) ko paak karne ke baare mai bhi aap bataa sakte hai?
W alikum Salam
Badan me Faqat pani daal dena kafi hai sukhane ki zarurat nahi hai. Cloth me har bar pani dalne ke bad dabana chahye taki uske andar ka pani nikal jae.