Salam aga ek mera que hain ke Ladies log jab 9th Year ki hoti hain to unpar kyun ahkame shariyat vajir ho jati hain aur Jab gents 15th Year ka hota hain to vo Balig ho jata hain to ahkame shariyat vajib ho jati hain diffrent kyun hain 9th & 15th

Walaikumussalam baradare azeem
Sab Se pahle ramazan Ul mubarak mubarak ho
Yeh hukme Khuda hai aur is me Hikmat hai
Awwalan Mardon ke muqabele me aurton me zimmedari Ka ehsas aur farz Ki adayegi Ka shuoor mardon ke muqabele me pahle aajata hai
Mardon aur aurton Ka Khaliq Khuda unki fitrat aur mizaj Ka Khaliq bhi hai aur unki kaifiyat Se ba khabar bhi hai
Woh lateef aur khabeer hai
Aur har mahine khawateen 3 Se 2
10 din tak najasat ke sabab ibadaat nahi kar sakti aur 3 Se 10 Ka average 7 banta hai aur yeh dono Ki jo average age hai isme yeh difference 6 sal par jata hai
Wassalam
Syed Abul Qasim Rizvi