musafeya 2 hath se hota hai jo hum namaz k baad bhi lete hai or jise mohabbat badhti hai or gunah maaf hote hai lekeen kahi log hai jo musafeya ma ek hi hath lete hai to ek hath se jo musafeha lege to kya sahi maene me ye musafiya hoga ya nahi?
Behtar hai Dono hathon se musafeha hona chahiye lekin ek hath se musafeha momeneen karte hain tu maqsad Milna Aur hath milana hai tu sawab hi hoga