Muje Ye Jan na Tha Ki Kya hUm Namaz Me Haat Band Sakhty Hai??Nd Kya Namaz Me Gaardan ( Neck) Fer Sakty Hai??Kyu ki Maine Mukhtar Nama Me Dekha Hu Ki Usme Namaz Me Haat Bandha Jata Tha Nd Namaz Baad Gaardan (Neck) Ferte HaiKya Ye Sahi Hai??

Namaz me hath badhna jayez nahi hai namaz Batil ho jayegi
Aur Salam padhne ke bad hulka Ka sa garden ko dono taraf ghumana mustahab hai kyonke namaz Salam par khatm ho Jati hai is bat Ka Elan hai ke namaz khatm ho Gai hai qible Ki taraf rukh Karna namaz Ki shart(condition) hai
Mukhtar nama me Kya dekhaya Gaya hai mujhe nahi pata hai aur agar dekhaya Gaya tu us Se hukme shariat nahi muayyan hoga