Aqeeqa wajib nahi hai yeh woh sunnat hai jiski bahut takeed Ki Gai hai
7th day par mustahab hai warna bad me bhi kar sakte hain aur agar Kisi Ka bachpan me aqeeqa na howa ho tu bada ho kar Khud kar sakta hai
Yahan tak ke agar koi mar gaya Hai uska bhi aqeeqa ho sakta hai
Is bat Se iski importance Ka andaza laga sakte hain