Mene leather ka (chamde ka) jacket liya tha iraq najaf se .. ab ghar pe aake jab pada usme likha tha made in china .. to kya wo jacket pehen sakte he namaz me ? (Liya hua iraq se he.. ) and if namaz me nai pehen sakte to kya wo najis gina jayega ?? Kya use gile hath se touch karne se hath najis hoga ??

aap ne musalman bazar se lia hai lehaza wo paak hai aur najis hone ka yaqin bhi nahi hai
albatta namaz ke lie behtar hai use utaar dia jae