me university student hun aur meri university me co-education system hai. Meri friends girls hi hain par prhai k silsily me boys say bhi baat hoti hai aur jab class trips hon tou tab prhai say hat k bhi baat cheet hojati hai. Me shia hun tou aksar sunni boys say discussions hoti rehti hain aur 1 boy atheist hai us say bhi bhut discussions hoti hain. Boys mery sath facebook pay bhe add hain aur un kay sath social media k through contacts bhi hain. Mera fiance aur mery bhai mery boys sy is tarha waly contacts say satisfied hain. Mera sawal yeh hai k kia islam is tarha kay contacts allow karta hai ya islam mai sirf yai hai k boys say kisi bhi soorat contact na rakha jaye
islami nuktae nazar se is tarah ka rabeta sahih nahi hai khususan agar ghar wale shohar… mana kare