maine ek treatment chalu krne se pehle istekhara dikhaya. istekhara behtar aaya or maine dawa chalu kardii. fir baad me muje pata chala k uss treatment se muje ek dusri bimari hojaygi. ab mai confused hun k istekhara par bharosa krke wo dawa chalu rakhun ya band kardun. kya istekhara ka behtar aana matlab yeh ke muje wo treatment se koi or dusri bimari ni hogi isliye khuda ne istekhara ka jawab behtar diya hai
istekhare ka maqaam ye hai ke pahle mashwara wagaira kia jae aur jab mashwara wagaira sab thik thaak ho jae to phir allah ke hawale is kaam ko kar ke istekhara kia jae
ab jab ke aap ko dusri bimari hone ka dar hai to phir istekhara mana nahi rakhta