kya new Kala kapda moharram ( 12 moharram ke baad kharidte hai) aur use pahene Ka kya masala hai..

Naya kapda khushi Ki alamat hai is liye Parhez karein
Kyonke moharram aza e Imam Husain as Ka Zamana hai is Se bada koi ghum nahi hai