Kya maut ka waqt fix hai ya Situation par depend hai?Example: Ek shaks ki bimari se maut huwi. kya agar uski sahi time par dawa mil jati to wo shaks nahi marta?Please explain the answer with example also quite quranic aayat if any.

Quran me hai ki jab maut aati hai to na ek lamha aage na piche tal nahi sakti,,, har insan ki zindagi me ek maut hatmi hai jisko taala nahi ja sakta, kuch ghair hatmi mauten bhi hoti hain jinko taala ja sakta hai, jaise sadqa dekar wa selae rahem karke