Kya maut ka waqt fix hai ya Situation par depend hai?Example: Ek shaks ki bimari se maut huwi. kya agar uski sahi time par dawa mil jati to wo shaks nahi marta?Please explain the answer with example also quite quranic aayat if any.

Maut aur hayat ke Faisle Khuda ke hath me aur Hamein bimari me Ilaj Ka hukm hai insan koshishon Ka she deta hai is liye Shifa bhi deta hai aur umr bhi badh Jati
Jaise riwayat me hain sadaqe aur sila e rahem Se umr badhti hai aur relation break Karne Se waledain Ki na FARMAN I Se umr Kum ho Jati Hai
Yane Faisle karti Khuda Ki Zaat hai Magar insan Ko majboor nahi rakha hai bulke isko insan ke amal aur bad Amali Se juda rakha hai