w salam brother azeez aisa subjects sirf shin ke darmiyan fitna barca kernel ke liye uthae jate hain maqatil tareekh ka woh part hai Jis main jang main hone wale qatl ke tareeqe ko likha jata hai jang ke waqae ko likha jata hai baqi waqae jang main zinda Bach Jane walon ki riwayaat alag subject hai log maqatil main jo padhte hain use aqeede ki kitab samajhte hain jab ki tareekh waqae ki akkasi kerti hai aqeede ki nahi,gham qasim a.s.ka manna hai naki shadi hone ziyada ya na hone ke kam nahi ho jaega.mazloom ka gham manae main hilamic history main masters kiya hoon,tareekh kufa ka writer hoon poori zimmedari se yeh baat ker raha hoon yeh sab hame ladane ki sazish hai aap Qasim a.s ko nosha maker gham manae ya shaheede karbala Allah. apke ajr ko kam nahi karen a inshaAllah.
Hussain a.s. ke 3 bet or 3 betiyan theen teen beton ke name Ali or teeno betiyon ke name fatima thaa
1.Ali 2.Ali Akbar 3. Ali Asghar (Abdullah Razi yani sheer khar) 1.Fatima 2 Fatima Kubra 3.Fatima Sughra