kya filmay dekhna guna hai kya yeh islam me manha hai mera bhai din mai eek martaba eek film to dekhta he hai mai usko manha karta hoolekin wo kehta hai ki mujay kisi maulana ne kaha agr film theek kism ki ho to jayaz hai, jese jasoosi film., jungi film, etc jayaz hai

waise to film dekhna gunah nahi hai lekin conditions ke hisab se haraam hoti hai aur ye hukm sirf film nahi balki har programme ke liye hai,,, agar wo programme ghair akhlaqi film hai ya usse hame gunah me padne ka dar hai to haram hogi, ya kabhi society ke hisab se hukm badalta hai jaise jaise agar hamare yahan ehteraman muharram me nahi dekhi jati to na dekhen