Kin cheezo ko sajde shahu se sahi kiya jaa sakta hai namaz mei

ghair rukne namaz main hone wali ghalati ko, namaz main jo cheeze wajibate namaz hain un main 5 rukne namaz hain or 6 ghaire rukne namaz,rukne namaz hain
1niyat

2takbeeratul ahram

3Qiyam

4 Ruku

5sajdeagar inko ghalati se chor diya ya jan boojhker tark kiya namaz batil hai lekin ghair rukn ki ghalati ko sajadae sahw se repair kiya ja sakta hai