I was in kazmein iraq before 2 days and haram k bahar check post k bahar kahi se paani ubhar aya tha jo green jaise colour ka tha kharab pani lag raha tha.. kya wo pani najis gina jayega ? me slipper pehen k chala uske upar and baad me 20 km walk kiya tha samrrah to kya slipper itna road pe chalne se paak ho gaya hoga ?? because me wo slipper se room me chala jaha wetness thito mere question yahi hi k wo pani najis mana jayega ? and if yes to wo slipper chalne se paak ho jata he road pe?

sirf shak ki bina par wo najis na hoga aur agar najis hoga bhi to wo ab itna chal kar yaqinan paak hai