Hum bachpan se yeh sunte aaye hain ke hum Janabe Fatema Zahra SA ki dua hain. Aur khotoba o zakereen se bachpan se ek riwayat yeh bhi sunte chale aye hain jis ka khulasa yeh hai ki jab Paighamber (saww) ne hazrat zehra (s.a.) ko imam husain(a.s.) ki shahadat ki khabar di to shehzadi ne baba se pocha ki mere bachche par roye ga kon ? jab na ap hon ge na aliye murtaza (a.s.)hon ge na hasane mujtaba(a.s.) hon ge to peghambar ne farmaya ki" parwardigare aalam ek qaum khalq kare ga jis ke buzurg karbala ke buzurgo par girya karen ge jawan jawano par" bachche bachcho par" aaurten aaurton par"Kya koi is Hadees ya is Waqiye ka mustanad reference de sakte hai.
Kitab Rauzatushshohada. Aur shawahedunnubuwat Ne is riwayat Ko naql kiya hai