How to perform a tayammum?
w salam, sorry for late i was on travel tayammun agar wuzu ke badle hai tou face and hand per taymmum ke liye aik bar apne hath ko zameen per marna kafi hai or agar ghusl ke badle hai tou face ke liye aik bar or hath ke liye dusri bar hath zameen per marna hoga,
- niyat karta hoon tayammum ke ewaze wusu qurbatan ilallah
- dono palms (Hatheli ko zameen per ya diwar per maren take wahan ki khak aapki hatheli per lag jae
- dono hatheliyon ko apne for head peshani per istarha phere (wipe )KI POORI Peshani per aapka hath phir jae (cover)ho jae
- phir left hand ki hatheli ko right hand ke back per wipe karen than right hand palm ko left hand ke back per wipe karen ghusl ke badle tayammum ki niyat hogi niyat karta hoo taymmum ki ewaze ghusl name of ghusl.. qurbatan ilallah than same like taymmume wuzu but separate khak for face and separate khak for hand.iltemase dua