Ghusl ki niyat kya hogi?

Bhai tayammum karenge kyonke aap zakhm Ki wajah Se ghusl nahi kar pa rahe hain jaisa ke aap Ne likha hai
Main tayammum karta bajaye ghusl janabat qurbatan ilallah
Magar jaise hi ghusl Karne ke layeq ho jayein ghusl Karna hoga