ek maloomat chahiye aap se k hum shiya namaz e aamal e shab e qadr 23rd k ni8 amal krte he aur sunni musalman bhai 27th ki raat ko krte he ye diffrent kiyu iska koi wajh ?

asl me ek rawayat hai ki shabe qadr mahe ramzan me fard raat me hai,,,yani 21/23/25 waghaira hamare yahan masoomeen ne teen raton ko bayan kia usme bhi baaz rawayat 23 ko wazeh bayan karti hain,,lekin sunniyon me 27 ko mana gaya,,,asl me maaviya ke zamane me rasul ki hadeeson ke khilaf dusri rawayaten banai gain wahin se ye kharabi hui