Baap/Beti, shohar/Biwi ya maheram Mard/Aurat saath khade hokar namaaz padh sakte hai?, ya kis tarah paadhna hoga?
aurat aur mard saath khade ho kar namaz nahi padh sakte balke aur piche ho aur mard aage ho aurat ke sajde ki jagah kam se kam mard ke zanoo ki taraf honi chahye aur is hukm me mahram aur na mahram barabar hain