assalamo alaikumhumari namaz Qasr hogae thi lekin galti se puri namaz padh li to kya abhi wapas se Qasr ki niyata se namaz padhna padhegi. agar wapas padhna hai to qaza ki niyyat se ya normal.mohtaje dua.jazakallah

W alikum Salam, Namaz jis tarah se Qaza hue hai usko usi tarah se Qaza ki niyat se parna parta hai. For Example agr apki Full namaz qaza hue hai to qaza ki niyat se isko parna hai aur agr Qasr namaz qza hua hai to isko Qaza ki niyat se qasr hi parna hai. Lehaza apko dobara qaza ki niyat se Qasr Namaz parna hai.
Apko wo namaz Qasr Qaza karna paregi. Yani ap niyat kijyega ki 2 rakat namze e qasr, qaza partha hun qurbatan elallah