as salamun alalkumme ek Indian hu Jo Saudi me 17 saal se re rahi humeine mere bete ko 11 saal ki umr me sunnat ki niyat se haj karwayaab mar 2018 me India a rahi hubahot pareshan hu kyu ki mere Ghar par rishtedar ne deposit le liab dene ko tayyar nahimere husband yaha driving karte Hai hamari hasiyat itni acchi nahi HaiKya Mera beta baad mei wajib haj kar sakta haijab woh khud kammane lage

Walaikumussalam
Khuda wande taala aapki aur Tamam ghar Walon Ki ibadaat Ko qubool kare aur aasaniyan paida kare
Kyonke aapke Bete par Haj wajib nahi howa tha aur us Ne sunnat Ki niyat Se Haj kiya yeh bilkul sahi aap logon Ne karwaya inshallah jab aapka beta baligh hoga aur Haj ke liye mustatee (potentiality) ho jayega tu us par Haj wajib hoga aur wajib Ki niyat Se karega
Khuda wande taala rizq aur sehat Ne Barkat de
Aameen
Wassalam