As Salam Wallaikum Maulana sahab, Hamara ek sawal tha… Hamara ek Frnd hai uska jo ghr hai wo ek gali mai hai… aur ghr ke barabar mai hi gusul kaha hai jaha gali ke sabhi log wahi pe hi washroom aur bathroom ke liye jaate hai… ab uska ye prblm hai ke usse ye smjh mai nhi aaa raha hai ke uska ghr paak hai ya nhi kya wo log namaz padh sakte hai us ghr mai… aur jab wo ya uske ghr wale guzul ya bath lete hai to wo paak hote hai ya nhi…. is masle mai kya karna chahiye…. Wallaikum As salam

Namaz saheeh hai namaz main minimum sajdegah paak hona shart hai,agar ghar ke ghusal khane main barabr ke ghuslkhane ka najis pani ata hai tou ghusl tou sahi hai lekin us najis pani se bacha zaroori hai agar najis pani nahi ata hai tou that’s fine