aksar log sote waqt sar par hair oil lagate hai… to kya subah (fajr) ki Namaz ke liye wuzu kar sakte hai ya sar ko dhona zaruri hai?

Agar subah tak oil sir ki skin per baqi hai to utna hissa jitna Masah ke liye zaroori hai us per se oil ko remove karna zaroori hai magar dhona zaroori nahin hai iske liye kapda ya tissue paper bhi use kiya ja sakta hai.