agha agar koi zakhm sokh raha hu aur naha ne ke baad us zakhm Ko saaf kia jae and use jis chiz se saaf kia gaya hai usme khoon dikhae de par zakhm par nahi toh kya zakhm ko paak karna wajib hai ya aise zakhm ke namaz ho sakhti hai bima paak kie (zakhm ko paak karne ke liye phir nahana hoga)
agar nahane se murad ghusal hai to dobara nahana hoga .
aur agar nahane se murad sirf nahana hai to sirf us zakham ki jagah ko dho lena kafi hai .