agar koi pesh namaz jumma ki namaz padhata he jiske shararet nai hote, jaise 1 farsakh ka distance nai hota dusri jumma masjid se.Aisi halat me us pesh namaz ki adalat baki rahegi jo janbujh kar khilaf e shara kaam karta he ?

Iska jawab aise nahi dia ja sakta isliye ki aap ne apne etebar se sawal banaya ab wo maulana sb kyun namaz qaem kar rahe hain kuch unki bhi daleelen hongi, warna jan bujh kar kyun haram kaari karenge, ho sakta hai unke etebar se ek farsakh ho,