agar kisi ko ye pata na ho ki uska koi roza qaza hai to kya wo mustahab roze rakh sakta hai??

Pahle use apne wajib Qaza roze rakhne chahiye aur woh mustahab roze nahin rakh sakta. Magar ek misconception hai use door kar doon farz kijia kisi ka wajib Roza bacha hai aur 18 Zilhijja (roze ghadeer) agar woh chahta hai Roza rakhe to use dono sawab milega wajib ka bhi aur Mustahab ka bhi magar woh ab is roze ko beech main tor nahin sakta.