Agar hum namaze jumma pad rahe hai or hamari baju wala shaks geer jaye or humne namaZ tod k usko uthaya jab wo beth gaya to fir humne wahi se apni namaz shuru ki to kya ye namaz sahi hai ya fir dubra zohar ki padni padegi?

namaze juma ki pahli rakaat ke ruku se pahle joint ho sakte hain.
warna phir Zohar padhni hogi .