1. Namaze fajr ka awwal waqt sunrise ke kitne minutes pahle hota hai kyunki aam taur pe jo namaz ke time tables hai unme kuch minutes ka farq rahta hai.2. Namze asr ka awwal waqt zuhar ke kitne minutes baad aata hai aur Namze Isha ka awwal waqt namaze maghrib ke kitne minutes baad aata hai

namaz fajr ka time taqriban sunrise se 1:15 minute pahle hai
aur asr ka time azan se le kar 4 rakat padhne ke barabar waqt ho jae to shuru ho jata h
aur magrib ka azan se 3 rakat ke padhne ke andaze me h