آپ سے ایک سوال اسلام میں چیس حرام کیوں ہے ؟

is ki bahot saari wajah bayan hui hai jin me se ham baaz ki taraf sirf ishara karte hain

ek ye ke sab se pahle shatranj ki jin ki taskheer ke lie banaya gaya tha aur taskheer jin me safed aur kala rang istemal kia jata hai is lie shariat ne is ko dekhne se bhi mana kia ta ke insan in sab mamle me pade hi na
yahi wajah hai ke mabade sulaiman me isi tarah ki safed aur kaali naqqashi bani thi.

ek wajah ye bhi hai abhi ke docter bhi kahte hain ke shatranj khelne wala stress ka mariz ho jata hai….

docter ka kahna hai ke shatranj khelne wale ke dil aur dimag ki rag aur khud ki raftar khelte waqt normal se tez ho jati hai aur is ki wajah se brean hembrej ya attack hone ka dar hai
aur dunya ke mashoor shtranj baaz ki mot bhi isi tarah hui hai