Jab namaz e zohar ya asr hoti hai toh 1st or 2nd rakat me imam sahab bismillah bolke khamosh ho jaate hai. Toh mujhe mere aziz ne bataya ki uss dauran subhanallah or alhamdulillah padhte hai or kisi or ne bataya ki uss dauran sureh padhte hai? Aap mera confusion dur kr dijiye.