Agar koi shakhs khums ada kare, maslan 10 lakh rupees pe 2 lakh, aur fir bache hue 8 lakh rupees se koi property kharide kaise ki zameen kharide, fir us zameen ko 10 saal ke baad 40 lakh me bech de aur fir ye 40 lakh rupees uske paas izafi bank me rakhe rahe, to in paiso me dubar khums nikale? Ya kaise nikale kyunki 8 lakh pe to nikal chuka tha par ab wo badh kar 40 ho gaye hain.