Suna he agar kisi momin ka dil dukhaye to jab tak wo khud maaf na kare tabtak ALLAH swt bhi maaf nai karta. Agar wo momin maaf karne k liye raazi na ho to kya kare? Ya fir situation aisi ho k maafi mangne jana possible na lagta ho